Kal Ki Hi Baat Hai Lyrics
SONG CREDITS
Movie – Chhichhore (2019)
Singer – KK
Composer – Pritam
Lyricist – Amitabh Bhattacharya
Kal Ki Hi Baat Hai
Kal Ki Hi Baat Hai
Baahon mein pehli baar aaya tha tu
Jinse anjaan tha
Wo saare jazbaat laaya tha tu
Muskaano mein teri lipti thi saugaate
Honthon pe khamoshi aankhon mein hazaar baatein
Viraane mein bahaar laaya tha tu
Baahon mein pehli baar aaya tha tu
Kal Ki Hi Baat Hai…
Kal Ki Hi Baat Hai…
Kal Ki Hi Baat Hai…
Honge mere acche karam
Jinka sila yoon mila
Kaabil tere tha main nahi
Phir bhi mujhe tu mila
Tere aage lagte hain bemaane sab naate
Jis tarah suraj ke tewaz mein tamaam raatein
Kahaan se itna pyaar laaya tha tu
Baahon mein pehli baar aaya tha tu
Kal Ki Hi Baat Hai…
Kal Ki Hi Baat Hai…
Kal Ki Hi Baat Hai…
In addition, to lyrics you can also watch the music video of Kal Ki Hi Baat Hai Lyrics.
Kal Ki Hi Baat Hai Lyrics YouTube Video
I hope you enjoyed the song Kal Ki Hi Baat Hai Lyrics. Please share your valuable comments within the comment box.
If you don’t discover your favored song lyrics, then you can request us to feature the tune in our library here.
Thank You for visiting us!