Aa Meri Jaan Main Tujh Mein Apni Jaan Lyrics
SONG CREDITS
Movie – Chandni (1989)
Singer – Lata Mangeshkar
Composer – Shiv-Hari
Lyricist – Anand Bakshi
Aa Meri Jaan Main Tujh Mein Apni Jaan Lyrics
Tere dil mein main apne armaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Tere dil mein main apne armaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Aankhein hain teri kyun khaali khaali
Baatein kahaan gayi woh pyar waali
Aankhein hain teri kyun khaali khaali
Baatein kahaan gayi woh pyar waali
Tere hothon pe apni muskaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Aansoo tere nikle dil mera roye
Chot lage tujhko to dard mujhe hoye
Aansoo tere nikle dil mera roye
Chot lage tujhko to dard mujhe hoye
Tere zakhmon pe apni zubaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Saiyaan yeh bahiyaan zara thaam le tu
Munh se kisi cheez ka naam le tu
Saiyaan yeh bahiyaan zara thaam le tu
Munh se kisi cheez ka naam le tu
Tere kadmon pe sara jahaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
In addition, to the lyrics, you can also watch the music video of Aa Meri Jaan Main Tujh Mein Apni Jaan Lyrics.
Aa Meri Jaan Main Tujh Mein Apni Jaan Lyrics Youtube Video
I hope you enjoyed the song Aa Meri Jaan Main Tujh Mein Apni Jaan Lyrics. Please share your valuable comments within the comment box.
If you don’t discover your favored song lyrics, then you can request us to feature the tune in our library here.
Thank You for visiting us!